Daan Service

Surya Daan - Ravivar

Suryadev ke liye parampara mein Godhuma (gehun) aur Gud ka daan bataya gaya hai, aur iska din Ravivar hai.

Aap tay karte hain kitna daan karna hai - kilo ya gram mein. Us wazan ke hisaab se mandir ke aaj ke bhaav par rashi ban jaati hai, isliye aapko pata rehta hai ki aapka paisa kis cheez par, kitna laga.

Daan aapke naam, gotra aur sthaan ke sankalp ke saath hota hai. Temple ke pandit ji sahi muhurat mein sankalp lekar daan karte hain.

Paisa daan ki tarikh se 5 din pehle kata jaata hai, taki mandir samay rahte saamagri kharid sake.

Daan hone ke baad mandir se tasveer aur sankalp ka vivaran bheja jaata hai.

What is givenGodhuma (gehun) aur Gud

The price is set by the rate for Godhuma (gehun) aur Gud on the day we buy it, and is confirmed before anything is charged.

We buy the saman and donate it on your behalf. This is a service charge, not a donation to Tarini, and no 80G receipt is given.